pranish
theek thaak ladka hai. dil ka saaf nahi hai kyun ki bina nahaye aa jaata hai yahan.
poore din ladkiyon ko dil deta rehta hai. bada pata nahi kab hoga.
wo fb wale page mein poore din mere ko notification aate hain iski harkaton ki wajah se.
ye kunwara hai kyun ki ise line maarna nahi aata.
mujhe aajtak iske best friend ka naam nahi samajh aaya. :P :P
15-20 profile hain iske. sharad aur iska bada hi pyaar hai.
mujhe gt mein tang karta hai. aur kuch nahi hai kehne ko. chalo ab dafaa ho jao pranishwe. :P
Subscribe to:
Post Comments (Atom)






0 comments:
Post a Comment